Shayarpyarwale
Teri khamoshiyan sb bayan kar gayi, Teri ruswaiyeiya mujhe tujhse juda kar gayi, Dil to hamesha tumhari yaadon me hi rehta hai Lekin tumhari chehre ki sikan dekhkar mere ankhon se ansoo ki barish si ho gayi, Chehra to bana liya happy wala, magar kya kare ye shayari mere dard ko bayan kar gayi